450+ Latest Breakup Shayari – Sad Breakup Poetry

if someone breaks your heart then this sad attitude poetry is best for you to show her you are happy and move on with your life. this Article for those 

“Khuda Ki Marzi Bol Kar Mugh Say Bichar Gaya

Ek Shaks Khuda Kay Nam Par Faraib Kar Gaya”

Murshid Hamara Khawb-E-Muhabbat Bikhar Gaya

Murshid Wo Ek Shaks Bhi Badal Gaya”

Tery Kehny Pay Chora Hai Tughe

Zamany Say Na Kehna Bewafa Hon”

Kiya Shaks Tha Jis Nay Qayamat He Kar Di

Rat Bhar Jagna Meri Adat Kar Di”

“Choro Wizahat Mukhtasir Karty Hain

Majboriyan Tab He Ati Hain Jab Dil Bharty Hain”

Aur Phir Maine Us Shaks Ko Azad Kar Diya

Jis Kay Jany Say Meri Jan Jaya Karti The”

“Ayen Gay Yaad Tughe Hum Be-Inteha

Tery Apny He Faisly Tughe Bohat Rulayen Gay”

Teri He Yaad Me Guzar Jati Hai

Wo Jisy Log Rat Kehty Hain”

“Ishq Tota, Sath Choota, Dil Bhi Tota

Tum Batao Ye Khasary Aam Say Hain”

Chup Chap Guzar Den Gay Usky Bina Bhi Ye Zindagi

Logon Ko Sikha Den Gay Kay Muhabbat Esi Bhi Hoti Hai”

Hai na mujhey galat fahmiya??

Tujhey jab bhi samjha apna samjha.

Tujhe ujaadkar bhi taras nahin aaya,

Log meri dastaan sunkar rote hain


Manaya nahin gaya mujhse is baar,
Uski narazgi me aabaad koi aur tha.


Hamen na dekh zamane ki gard aankhon se,

Tujhey khabar nahin ham tujhko kitna chahte hain

Jisko aaj mujhme hajaro galtiya najar aa rahi hain,

kabhi usi ne kaha tha tum jaisi bhi ho bus meri ho

 

Dil me aaya tha wo bahot se raston se

jane ka rasta na mil to dil he tod diya.

Mat poochna kabhi ki kaise hai hum 

Sun lo barbaad ho chuke hai hum 

Humesha ke liye tumhare Pyaar mein

Tumne mujhe mujhse break up kar liya Chalo koi baat nahin. 

Jisake lie mujhse break up kiya hai use kabhi mat chhodna

Kya batau apni mohabbat Ka haal main 

Wo dil mein to hai magar Kismat mein nhi hai.

 

Na Ishq Ba-Adab Raha, Na Husan Ba-Haya Raha,

Hawas Ki Dhoom Dhaam He Nagar Nagar Gali Gali.

 

Har Ek Ghar Pe Mussalat He Dil Ki Veerani,

Tamaam Shehar Pe Saya Mere Makaan Ka He.

 

Hum Ne Bhi Zindagee Guzari Thi

Ishaq Honey Se Ishq Khoney Tak

Muskarahat Ki Baat Kartey Ho

Gee Raha hon Yehi Ganemat He

Yaad Aate Hen Aaj Uff Gunah Kiy Kiyee

Pehla Ke Muhabbat kar Li Dusra Ye Ke Tujh Se Kar Li

Hai Ná Galt Fáhmia

Tugy Jáb B xmjá Apna Xámja

 

Maáry Halat Py Muxkáraty Ho Sáhib

Bád daa Hai Tùmhy B ixhq Ho Jáy

Wo Aj Bè Yád Atá Hai

WÒ AJ b Mázi na Mán Xaka

Tμm Ny Puchá Tha Na Káxa HO Mai

Kábhi Bhol Na Páo Gy Axá HO Mái

NáXeeb Xy HAr Gy Wárna

MuhábbAt Hum Doηo Ki Xuci Thi

Yèh B Ik TAmxhá HAi Ixhq Wá Muhabbát Mai

Dil Kixi KA Hotá Hai Or BAx Kixi KA Cháata Hai

Káxh Yeh Dil Apηy Iktyár Mai Hota

NA Kixi Ki Yád Ati Ná Kixi Xy Pyár Hota

Tμm  Ny Káa Tha Hár Xham Tára Hal Puchá Káry Gy

Tum Bádal GAy Ho Yá TAry Xhávhar Mái Ab Xham Náhi Rahii

Tny KhaMoxh Ho GY Hum

Ky CheKh Utho Gy Tum

Adaa Hai Khwaab Hai Takseem Hai Tamaasha Hai

Meri Inn Aankhon Mein Ek Shakhs BeHatasha Hai

Dil Leke Muft Me Kahte Hai Kuch Kaam Ka Nhi

Ulti Shikayat Hai Ehsaan To Gaya

Raaz Khol Dete Hain Nazuk Se Ishaare Aksar

Kitni Khamosh Mohabbat Ki Jubaan Hoti Ha

Ehsas Mita Tlaash Miti Mit Gai Ummede Bhi

Sab Mit Gaya Par Jo Na Mila Wo Hai Yaadein Teri

Yahi Bahut Hai Ke Tumne Palat Ke Dekh Liya

Yeh Lutf Bhi Meri Ummeed Se Kuchh Zyada Hai

Roz Pilata Hoon Ek Zahar Ka Pyala Use

Ek Dard Jo Dil Me Hai Marta Hi Nhi Hai

Lamhon Mein Qaid Kar De Jo Sadiyon Ki Chahatein

Hasrat Rahi Ke Aisa Koi Apna Talabgar Ho

Suna Hai Uski Mohabbat Duayen Deti Hai

Jo Dil Pe Chot Khaye Magar Gila Na KareA

ankh Rakhte Ho Toh Uss Aankh Ki Tehreer Parho

Munh Se Iqraar Na Karna Toh Hai Aadat Uski

Adhuri Hasrato Ka Aaj Bhi Ilzaam Hai Tum Par

Agar Tum Chahte To Ye Mohabbat Khatm Na Hoti

Khamosh Labon Se Nibhana Tha Humko Ye Rishta

Par Dil Ki Dhadkanon Ne Chahat Ka Shor Macha Diya

Teri Aankho Mein Jab Se Maine Apna Aks Dekha Hai

Mere Chehre Ko Koi Aayina Achha Nahi Lagta

Ajeeb Saboot Manga Usne Meri Mohabbat Ka

Ki Mujhe Bhool Jao To Manu Mohabbat Hai

Dil Mein Na Ho Jurrat Toh Mohabbat Nahi Milti

Khairaat Mein Itni Badi Daulat Nahi Milti

Bhala Zakhm Khol Kar Dikhaau Kyu

Udas Hoon To Hoon Tumhe Btaau Kyu

Kabhi Yeh Dua Ki Usse Mile Jahan Ki Khushiyan

Kabhi Ye Khauf Ke Woh Khush Mere Bagair Toh Nahi

Dwa Na Kam Aayi Kam Aayi Na Duaa Koi

Mareej-E-Ishq The Aakhir Hakeemon Se Shikayat

Kitni Jhuthi Hoti Hai Mohabbatein Kasme

Dekho Tum Bhi Zinda Ho Dekho Mai Bhi Zinda HoonA

gar Ishq Karo Toh Aadaab-E-Wafa Bhi Seekho

Yeh Chand Din Ki Bekaraari Mohabbat Nahin Hoti

 

See also  300+ best parents poetry in urdu

Trending

Leave A Reply

Please enter your comment!
Please enter your name here