if you are searching for some best friendship poetry on the internet then you are in the right place here we provide the latest friendship poetry in Urdu.
youn Lage Dost Tera Mujh Se Khafa Ho Jana,
Jis Tarha Phol Se Khushboo Ka Juda Ho jana.
Purane Yar Bhi Aapis Main Ab Nahi Milte,
Na Jane Kon Kahan Dil Laga Ke Beth Gia.
Masih-o-Khizar Ki Umrain Nisar Hon Us Per,
Who Aik Lamha Jo Yaron Ke Darmian Guzre.
Dil Se Khayal e Dost Bhulaya Na Jaye Ga,
Seene Mein Dagh Hai Ke Mitaya Na Jaye Ga.
Mujhe Dost Kehne Wale Zara Dosti Nibha De,
Ye Mutaliba Ha Haq Ka Koi Ilteja Nahi Hai.
Juz Tere Koi Bhi Din Raat Na Jane Mere,
Tu Kahan Hai, Magar Ae Dost Purane Mere.
Ab Who Titli Hai Na Who Umar Tuaaqab Wali,
Main Na Kehta Tha Bahot Door Na Jane Mere Dost.
Tere Kareeb Aa Ker Bari Uljhano Mein Hon,
Main Dushmano Mein Hon Kh Tere Doston Mein Hon.
friendship poetry in Urdu two line
Yad Kerne Pe Bhi Dost Aaye Na Yad,
Doston Ke Keram Yad Aate Hain.
Doshmano Se Payar Hota Jaye Ga,
Doston Ko Aazmate Jaye.
Aik Zraa Si Baat Per Muddat k Yarane Gaye,
Chalo Acha Hua Kuch Log Toh Pehchane Gaye۔Hum Ko Yaron Ne Yad Bhi Na Rakha,Jaun Yaron Ke Yar The Hum.
Chor Gaye Purane Saal Ki Tarah Purane Yaar Bhi,
Ussey Naya Saal Bhi Mubarak Naye Yaar Bhi Mubarak.
Dekha Jo Kha Ke Teer Kamin Gah Ki Tarf,
Aapne Hi Doston Se Mulaqat Ho Gai
Dosti Jab Kisi Se Ki Jaae,
Doshmano Ki Bhi Rah Le Jay.
Teri Batain Hi Sunane Aaye,
Dost Bhi Dil Hi Dhukane Aae.
Nafraton Ke Teer Khaa Kar, Dosto’n Ke Sheher Mein,
Hum Ne Kis Kis Ko Pukaara, Yeh Kahani Phir Sahee.
Dil Abhi Puri Terha Tuta Nahi,
Doston Ki Mehrbani Chahe.
Dil Abhi Puri Terha Tuta Nahi,
Doston Ki Mehrbani Chahe
friendship day poetry in Urdu
Mere Dost Mere Hum Nawa Mujhe Dost Ban Ker Dagha Na De,
Main Hon Dard-e-Ishaq Se Jan Balab Mujhe Zindagi Ki Dua Na De
Pather Tu Hazaron Ne Mare The Mujhe Lekan,
Jo Dil Pe Lage Aa Ker, Ek Dost Ne Mara Hai.
Aqal Ye Kehti Hai, Dobara Aazamana Jehal Hai,
Dil Ye Kehta Hai, Faraib Dost Khate Jaye.
Woh Mera Dost Hai, Sare Jahan Ko Hai Maloom,
Daga Kere Ga Who Kisi Se Tu Sharam Aaye Mujhe.
Jo Dost Hain Mangte Hain Sulha Ki Dua,
Dushman Ye Chahte Hain Kh Aapas Main Jang Ho.
Aaj door betha ik dost bohat yaad aya
Acha guzra hua, kuch waqt bohat yaad aya
Jo mere dard ko, seene me chupa leta tha
Aaj jab dard hua to wo bohat yaad aya
Ek din
Mein apne doston se isi
Baat par ladta rehta
Tha jab wo ye kehte
The ki ye tujhe ek din
Jarur bhula degi..!
Dosti to aam hai lekin aaye dost
Dost miltey bhi to naseeb se hain.
Ek dost ki talash hi
Rahi omar bhar hamain
Jo paas tha usy jaan na sake
Jo door tha usy paa na sake.
funny friendship poetry
Hai mukhtasir si apni dosti ki daastaan
Ek dost ko chaha hai zindagi ki tarah.
Sachi dosti har ksi ka muqadar nahi hoti
Mile koi sacha dost to iski qadar karna .
Yun lage dost tera mujh se khafa hojana
Jis tarah phool se khushbu ka juda hojana
Nazar na lage is rishtey ko zamane ki
Hamari bhi tamana hai
Moat tak dosti nibhaney ki.
Acha dost kbhi girne nahi deta
Na ksi ki nazroon me
Or na hi ksi ke qadmoo me.
Laazmi nahi ke zindagi
Dolat se mala maal ho
Hum to ache doston ko hi
Zindagi ki dolat samajhte hain
Me to dushman ke bicharne
Pe bhi roo deta hun
Tu to phr yaar tha
Or yaar bhi jigri mera.
Janat thi har sham dostoon ke sath
Ek ek karke sab
Bicharte chale gaye.
attitude friendship poetry in Urdu
Phoolon se to wafa mil nahi saki
Aao kaantoon se dosti karlein
Suna hai ye daman pakar lein
Phr asaani se chora nahi karte .
Tum yaad nahi karte hum bhula nahi sakte
Tum hansa nahi sakte hum rula nahi sakte
Dosti itni khubsurat hai hamari
Tum jaan nahi sakte or hum bta nahi sakte .
Tum takluf ko bhi ikhlaas samjahte ho faraz
Dost hota nahi har hath milane wala.
Aye dost tujh pe raat
Ye bhari hai jis tarah
Hum ne tamam omar
Guzari hai is tarah.
Dost kya khoob wafaon ka sila dete hain
Har naiye mor pe ek zakham naya dete hain
Dost ban kar bhi nahi sath nibhane wala
Wahi andaaz hai zalim ka zamane wala
Qeemat pani kin ahi piyaas ki hoti hai
Qeemat moat ki nahi saans ki hoti hai
Dost to bohat hote hain duniya me magar
Qeemat dosti kin ahi eitbaar ki hoti hai .
Meri dosti ke saarey ehsaas le lo
Dil se piyaar ke sab jazbaat le lo
Nahi chorein ge sath tumhara
Chahey is dosti ke hazaron imtehan le lo.
Dum nahi ksi me ke mita sake
Hamari dosti ko
Zang talwaroon ko lagta hai
Jigri yaro ko nahi.
Har qarz dosti ka ada kon kare ga
Jab hum hi nahi rahen ge
To dosti kon kare ga
Aaye Khuda! Mere doston ko salamat rakhna
Warna mere jeene keliye dua kon kare ga.
Roshni ke liye diya jalta hai
Shama ke liye parwana jalta hai
Koi dost na ho to dil jalta hai
Or dost aap jesa ho to zamana jalta hai
Best friendship poetry
Din beet jate hain suhani yadein ban kar
Batein reh jatein hain kahani ban kar
Par dost to hamesha dil ke qareeb rehtey hain
Kbhi muskaan to kbhi aankhoon ka paani ban kar .
Koi kehta hai dosti nasha ban jati hai
Koi kehta hai dosti saza ban jati hai
Par hum kehtey hain aap se
Dosti agar sache dil se karo
To dosti hi jeene ki asli waja ban jati hai.
Dosti to ek naam hai wafa ka
Auroon ke liye kuch bhi ho chahey
Mere liye dosti ek haseen
Tuhfa hai khuda ka .
Kal phr yehi samaa hoga
Hum me se kon na jane kahan hoga
Murjhaye phool to mil jain ge kitaboon me
Par bichrey dostoon ka shayad hi koi pata hoga .
Hum dosti me darkhtoon
Ki tarah hain sahib
Jahan lag jain, waheen
Muadatoon kharey rehtey hain.
Hazrat Ali ne farmaya:
Jo tumhain khushi me yaad aaye
Samjho tum is se muhabat karte ho
Or jo tumhain ghum me yaad aaye
To samjho wo tum se muhabat karta hai.
Dost, dost nahi
Dil ki dua hota hai
Mehsoos to tab hota hai
Jab wo juda hota hai.
Dosti aik moom bati ki tarah hai
Jo aap ke dil ko
Is waqt roshan karti hai
Jab zindagi me andhera ho .
Mukhlis dost, hamain ghuroor ke
Ghoorey par sawar honey se baaz rakhta hai
Waqt Ki yari to Har koi Karta HaiMaza To Tab hai K Waqt Badal jaye parDost Na Badly
Chand Tanha Dekhayi Deta HaiKya Sitaron Se Dosti Na Rahi
poetry on friendship
Dushmano Ke Sath Mere Dost Bhi Azad HainDekhna Hai Khenchta Hai Muj Pe Pehla Teer Kon
Yun Dost Tera Muj Se Khafa Ho JanaJis Trhan Phol Se Khushbu Ka Juda Ho Jana
Dost Bn Kar Bhi Na Sath Nibahne WalaWhi Andaz Hai Zalam Ka Zamane Wala
Har Yaar Ko Raaz Mat Batao,Yaaro Ke Bhi Yaar Hote
Eka Lag See Pehchan Banany Ki Aadat Hai Hamy
Zakham Ho Jitna Gehra Utna Muskurany Ki Aadat Hai Hamy
Sab Kuch Luta Dety Hain Dosti Main
Kyon Kay Dosti Nibhany Ki Aadat Hai Hamy”
Har Koi Mera Dost Nahi
Lekin Mery Dost Jesa
Kisi Ka Dost Nahi”
Khayal Rakha Karo Apna Aye Mery Piyary Dost
Kyon Kay: Mery Pas Tumhary Jesa Koi Aur Nahi”
Jo Dil Kay Sary Dard Bant Len
Esy Dost Zindagi Main Bohat Kam Milty Hain”
Barson Baad Chaye Wali Canteen Par Gaya
To Chai Waly Nay Kaha
Janab Chaye Kay Sath Kiya Len Gay?
Lamba Sans Liya Awr Jawab Diya
Purany Yaar Milen Gay Kiya?
Tumhary Wasty He Jee Rahe Hain
Hamari Chahton Ka Maan Rakhna”
friendship poetry sms
Bachy Waseyat Pochty Hain
Rishty Dar Hesiyat Pochty Hain
Ye Dost He Hain Janab
Jo Kheriyat Pochty Hain”
Dunia Badalti Hai Mosam Ka Rang Dekh Kar
Mery Dost Tum Na Badalna Mera Waqt Dekh Kar”
Dost Dost Nahi Dil Ki Dua Hota Hai
Mehsos Tab Hota Hai Jab Wo Juda Hota Hai”
Waqt Badal Jaty Hain Sath Choot Jaty Hain
Zindagi Kay Safar Main Gehry Say Gehry Dost Chor Jaty Hain”
Dosti Panch Lafzon Say Hoti Hai
Daal….Dil Aur Dua Say
Wao….Wada Or Wafa Say
Seen…. Sath Aur Sachai Say
Tay…. Tahafaz Aur Tasali Say
Ye….Yaad Aur Yaqeen Say”
Khuda Kary Ye Dosti Itni Gehri Ho
Waqt Tera Aaye Aur Mout Meri Ho”
Dosti Jab Kisi Say Ki Jaye
Dushmano Ki Bhi Raiye Li Jaye”
Meri Dosti Ka Baagh Chota Sahi Magar
Phool Sary Ghulab Rakhta Hon
Kam Zaror Hain, Magar Jo Dost
Rakhta Hon Lajawab Rakhta Hon”
Dushmano Say Piyar Hota Jaye Ga
Dosto Ko Aazmaty Jaiye”
Dost Bhi Milty Hain Mehfil Bhi Jami Rehti Hai
Ik Tum Nahi Hoty To Har Shay Me Kami Hoti Hai”
Wo Mera Dost Bhi Hai Aur Dushman Bhi
Wohe Mera Dil Bhi Hai Or Dharkan Bhi”
2 line friendship poetry
Doston Ki Zaban Ko Khulny Do
Bhool Jao Gay Zakham Khanjar Kay”
Dunia Main Do Char Cheezen Kabhi Nahi Bikti
Ek Dosti Aur Dosra Sacha Piyar”
Hazaron Mehfilen Hain Lakho Mely Hain
Par Jahan Tum Nahi Wahan Hum Akely Hain”
hum loog bhe kitnay ajeeb hay.
nishaian mehfooz rakhte hai aur logon ko Khoo datay hain
jis gari tumm se baat hoty hain
wohi gari meri kainat hote hain
Main Mudatoon Jiya Hon Kisi Dost Ka Beghair
Ab Tum Bhi Sath Chorny Ka Keh Rahy Ho Khair
Youn Lagay Dost Tera Mujh Say Khafa Hona
Jiss Tarha Phool Say Khushbo Ka Juda Ho Jana
Masih o Khizar Ki Umrain Nisar Hon Uss Par
Woh Aik Lamha Jo Yaroon Kay Darmyan Guzray
Mujhay Dost Kahny Walay Zara Dosti Nibha Dy
Yeh Mutalba Ha Haq Ka Koi Iltaja Nahi Hai
Dost Ban Kar Bhi Nahi Sath Nibhany Wala
Wohi Andaz Hai Zalim Ka Zamany Wala
Dushmanon Say Pyar Hota Jaye Ga
Doston Ko Azmaty Jayee….
Doston Ko Bhi Milay Dard Ki Daulat Ya Rabb
Mera Apna Hi Bhala Ho Mujhy Manzoor Nahi
Dil Abhi Pori Tarha Toota Nahi
Doston Ki Mehrbani Chahye..
Dosti Jab Kisi Say Ki Jaye….
Dushmanon Ki Bhi Rai Li Jaye
Aye Dost Ham Na Tark e Mohabbat Ka Bawjood
Mehsos Ki Ha Teri Zarurat Kabhi Kabhi
Dushmanon Ka Sath Mery Dost Bhi Azad Hain
Dekhna Ha Khenchta Ha Mujh Pa Pehla Tiir Kon
Dosti Aam Ha Lekin Aye Dost
Dost Milta Ha Bari Mushkil Sa
Har Taraf Zeest Ki Rahoon Main Kadi Dhoop Ha Dost
Bus Teri Yaad Ka Saye Hain Panahon Ki Tarha
Aa Keh Tujh Bin Is Tarha Aye Dost Ghabrata Hon Main
Jesy Har Shai Main Kisi Shai Ki Kami Pata Hon Main
Aa Keh Tujh Bin Is Tarha Aye Dost Ghabrata Hon Main
Jesy Har Shai Main Kisi Shai Ki Kami Pata Hon Main
Mohsin Buray Dino Main Naya Dost Kon Ho
Hai Jiss Ka Pehla Qarz Ussi Say Sawal Kar
Yeh Kahan Ki Dosti Ha Keh Bany Hain Dost Naseh
Koi Chara Saaz Hota, Koi Gham Ghusaar Hota
true friendship poetry
Zamana Dost Hai, Kiss Kiss Ko Yaad Rakho Gaye
Khuda Kary Keh Tumhain Mujh Say Dushmani Ho Jaye
Aye Dost Mohabbat Kay Sadmay Tanha Hi Uthany Party Hain
Rehbar To Faqat Iss Rasty Main Do Gaam Sahara Daty Hain
Tera Wasaal Badi Chez Ha Magar Aye Dost
Wasaal Ko Meri Dunya e Aarzoo Na Bana
Kab Lauta Hai Behta Pani, Bichra Sajan, Rotha Dost
Hum Nay Uss Ko Apna Jana Jab Tak Daman Hath Main Tha
Tum Takaluf Ko Bhi Ikhlas Samajhty Ho “Faraz”
Dost Hota Nahi Har Hath Milanay Wala
Dost Dost Na Raha, Piyar Piyar Na Raha
Zindgi Hamain Tera Aitbar Na Raha
Yeh Dosti Hum Nahi Torain Gy
Torain Gay Dam Magar, Tera Sath Na Chorain Gy
Dosti to aam hai lekin aaye dost
Dost miltey bhi to naseeb se hain.
Hai mukhtasir si apni dosti ki daastaan
Ek dost ko chaha hai zindagi ki tarah.
Jaane kis gali me choor aya hoon
Jagti hui retain hanstey huy dost
Aaj door betha ik dost bohat yaad aya
Acha guzra hua, kuch waqt bohat yaad aya
Jo mere dard ko, seene me chupa leta tha
Aaj jab dard hua to wo bohat yaad aya.
Ek din
Mein apne doston se isi
Baat par ladta rehta
Tha jab wo ye kehte
The ki ye tujhe ek din
Jarur bhula degi
Ek dost ki talash hi
Rahi omar bhar hamain
Jo paas tha usy jaan na sake
Jo door tha usy paa na sake.
Sachi dosti har ksi ka muqadar nahi hoti
Mile koi sacha dost to iski qadar karna .
Yun lage dost tera mujh se khafa hojana
Jis tarah phool se khushbu ka juda hojana
sad poetry on friendship
Nazar na lage is rishtey ko zamane ki
Hamari bhi tamana hai
Moat tak dosti nibhaney ki.
Acha dost kbhi girne nahi deta
Na ksi ki nazroon me
Or na hi ksi ke qadmoo me.
Laazmi nahi ke zindagi
Dolat se mala maal ho
Hum to ache doston ko hi
Zindagi ki dolat samajhte hain
Me to dushman ke bicharne
Pe bhi roo deta hun
Tu to phr yaar tha
Or yaar bhi jigri mera
Janat thi har sham dostoon ke sath
Ek ek karke sab
Bicharte chale gaye.
Phoolon se to wafa mil nahi saki
Aao kaantoon se dosti karlein
Suna hai ye daman pakar lein
Phr asaani se chora nahi karte .
Tum yaad nahi karte hum bhula nahi sakte
Tum hansa nahi sakte hum rula nahi sakte
Dosti itni khubsurat hai hamari
Tum jaan nahi sakte or hum bta nahi sakte
Tum takluf ko bhi ikhlaas samjahte ho faraz
Dost hota nahi har hath milane wala.
Aye dost tujh pe raat
Ye bhari hai jis tarah
Hum ne tamam omar
Guzari hai is tarah.
Dost kya khoob wafaon ka sila dete hain
Har naiye mor pe ek zakham naya dete hain .
Dost ban kar bhi nahi sath nibhane wala
Wahi andaaz hai zalim ka zamane wala .
Qeemat pani ki nahi piyaas ki hoti hai
Qeemat moat ki nahi saans ki hoti hai
Dost to bohat hote hain duniya me magar
Qeemat dosti kin ahi eitbaar ki hoti hai .
Meri dosti ke saarey ehsaas le lo
Dil se piyaar ke sab jazbaat le lo
Nahi chorein ge sath tumhara
Chahey is dosti ke hazaron imtehan le lo.
Dum nahi ksi me ke mita sake
Hamari dosti ko
Zang talwaroon ko lagta hai
Jigri yaro ko nahi.
Har qarz dosti ka ada kon kare ga
Jab hum hi nahi rahen ge
To dosti kon kare ga
Aaye Khuda! Mere doston ko salamat rakhna
Warna mere jeene keliye dua kon kare ga
Roshni ke liye diya jalta hai
Shama ke liye parwana jalta hai
Koi dost na ho to dil jalta hai
Or dost aap jesa ho to zamana jalta hai .
Din beet jate hain suhani yadein ban kar
Batein reh jatein hain kahani ban kar
Par dost to hamesha dil ke qareeb rehtey hain
Kbhi muskaan to kbhi aankhoon ka paani ban kar .
Koi kehta hai dosti nasha ban jati hai
Koi kehta hai dosti saza ban jati hai
Par hum kehtey hain aap se
Dosti agar sache dil se karo
To dosti hi jeene ki asli waja ban jati hai.
Dosti to jhoonka hai hawa ka
Dosti to ek naam hai wafa ka
Auroon ke liye kuch bhi ho chahey
Mere liye dosti ek haseen
Tuhfa hai khuda ka .
Kal phr yehi samaa hoga
Hum me se kon na jane kahan hoga
Murjhaye phool to mil jain ge kitaboon me
Par bichrey dostoon ka shayad hi koi pata hoga .
Hum dosti me darkhtoonKi tarah hain sahib
Jahan lag jain, waheenMuadatoon kharey rehtey hain.
Hazrat Ali ne farmaya:
Jo tumhain khushi me yaad aaye
Samjho tum is se muhabat karte ho
Or jo tumhain ghum me yaad aaye
To samjho wo tum se muhabat karta hai.
Dost, dost nahi
Dil ki dua hota hai
Mehsoos to tab hota hai
Jab wo juda hota hai.
Dosti aik moom bati ki tarah hai
Jo aap ke dil ko
Is waqt roshan karti hai
Jab zindagi me andhera ho .
Mukhlis dost, hamain ghuroor ke
Ghoorey par sawar honey se baaz rakhta hai .
here we share 100+ latest friendship poetry in Urdu if you like this poetry share this with your friends.