Here we have provided the best collection of 30+ Allama Iqbal day poetry in Urdu.
Allama Iqbal day shayri
CHECKOUT!! Latest Allama Iqbal day Poetry or Iqbal day Shayari in Urdu a pair of Lines for WhatsApp, Facebook, and Instagram.Â
Iqbal day poetry in Urdu for college students and transfer with pictures..!! All individuals and poetry lovers celebrated HIS birthday on nine Nov once a year. He was the REAL HERO of the state.
Iqbal! Yahan naam na le Ilm e khudi ka
Mozoo nahin muktab ke liye aise mulaqat
Ya Ghazi, Ye tere pur israr bande
Jinhain tu ne bakhsha hai zoq e khudai
In Ghulamo ka ye ye maslik hai ke naqis hai kitab
Ke sikhati nahin momin ko ghulami ke tareeq
Momin ka woh andaz ba kamaal kho gaya
Iqbal teri qom ka iqbal kho gaya
Hazaron saal nargis apni be noori pe roti hai
Bari mushkil se hota hai chaman main deedavar paida
Iqbal day shayri in Urdu
Shahadat hai matloob o maqsood momin
Na maal ghaneemat na kishwar kushai
Shahadat hai matloob o maqsood momin
Na maal ghaneemat na kishwar kushai
nahi hai na-umed iqbal apni kasht e veeran say
zara num ho tu ye miti bari zarkhez ha saqi
uthh kay abb bazam e jahan ka aur hii andaz hai
mashriq o maghrib main teray daur ka aghaz hai
perwaz hai dono ki issi aik fiza main
kargas ka jahan aur hai shaheen ka jahan aur
dhundta phirta hoon main Iqbal apnay aap ko
aap hi goya musafir aap hi manzil hoon main
koi andaza kar sakta hai uss kay zor-e-bazu ka
nigah e mard-e-momin say badal jati haan taqdeerain
Best poetry on Iqbal day with images
nasha pila kay giranna tu sab ko aata haiy
maza tu jab hai kay girtun ko thaam lay saqi
yaqeen muhqam amal peham, muhabbat fateh-e-aalam
jahad-e-zindgani main hain, yeh mardon ki shamsheerain
bay-mehnat peham koi johar nahi khilta
roshan sarar-e-tesha say hai khana-e-farhad
mjhay dra nahi sakti fiza ki tareeki
meri sarisht main hai paki o darakhshani
tu aye musafir shab khud charagh ban apna
kar apni raat ko dagh e jigar say noorani
baap ka illm na betay ko agar azber ho
phir pisar qabil e meras e pidar kiyun kar ho
banda o sahib o muhtaj o ghani aik huway
teri sarkar main puhanchay tu sabhi aik huway
teri nigah main sabat nahi khuda ka wajood
meri nigah main sabat nahi wajood tera
wajood kiya hai faqat johar e khudi ki namood
kar apni fikar keh johar hai bay namood tera
Teri ya dua ha k ho Mari arzo poriÂ
Miri ya dua ha ka tari arzoo basal jay
Hope like this Allama Iqbal day poetry or Iqbal day poetry or Iqbal day Shayari in Urdu. kindly share with your friends and social media plate forms.