On this website, we have provided the best collection of friendship poetry. friendship is a precious gift from Allah. Hope you like this poetry.
Top 30 friendship poetry with images
Read Friendship Poetry or Dosti Shayri with lovely images. Friendship Poetry can assist in specific your emotions of friendship and put a smile on the face of those receiving them. so let’s get started with our topic.
Best Friendship poetry
Youn Lage Dost Tera Mujh Se Khafa Ho Jana,
Jis Tarha Phol Se Khushboo Ka Juda Ho jana.
Purane Yar Bhi Aapis Main Ab Nahi Milte,
Na Jane Kon Kahan Dil Laga Ke Beth Gia.
Masih-o-Khizar Ki Umrain Nisar Hon Us Per,
Who Aik Lamha Jo Yaron Ke Darmian Guzre.
Dil Se Khayal e Dost Bhulaya Na Jaye Ga,
Seene Mein Dagh Hai Ke Mitaya Na Jaye Ga.
Juz Tere Koi Bhi Din Raat Na Jane Mere,
Tu Kahan Hai, Magar Ae Dost Purane Mere
Ab Who Titli Hai Na Who Umar Tuaaqab Wali,
Main Na Kehta Tha Bahot Door Na Jane Mere Dost.
Sad friendship poetry in urdu
Tere Kareeb Aa Ker Bari Uljhano Mein Hon,
Main Dushmano Mein Hon Kh Tere Doston Mein Hon.
Yad Kerne Pe Bhi Dost Aaye Na Yad,
Doston Ke Keram Yad Aate Hain.
Hum Ko Yaron Ne Yad Bhi Na Rakha,
Jaun Yaron Ke Yar The Hum.
Chor Gaye Purane Saal Ki Tarah Purane Yaar Bhi,
Ussey Naya Saal Bhi Mubarak Naye Yaar Bhi Mubarak.
Dekha Jo Kha Ke Teer Kamin Gah Ki Tarf,
Aapne Hi Doston Se Mulaqat Ho Gai.
Dosti Jab Kisi Se Ki Jaae,
Doshmano Ki Bhi Rah Le Jay.
Teri Batain Hi Sunane Aaye,
Dost Bhi Dil Hi Dhukane Aae.
Very sad friendship poetry
Nafraton Ke Teer Khaa Kar, Dosto’n Ke Sheher Mein,
Hum Ne Kis Kis Ko Pukaara, Yeh Kahani Phir Sahee.
Dil Abhi Puri Terha Tuta Nahi,
Doston Ki Mehrbani Chahe.
Doston Ko Bhi Mile Dard Ki Dolat Ya Rab,
Mera Apna Hi Bhala Ho Mujhe Manzoor Nahi.
Doshmano Ki Jafa Ka Khauf Nahi,
Doston Ki Wafa Se Darta Hon.
Mere Dost Mere Hum Nawa Mujhe Dost Ban Ker Dagha Na De,
Main Hon Dard-e-Ishaq Se Jan Balab Mujhe Zindagi Ki Dua Na De.
Pather Tu Hazaron Ne Mare The Mujhe Lekan,
Jo Dil Pe Lage Aa Ker, Ek Dost Ne Mara Hai.
Best friendship poetry in urdu
Aqal Ye Kehti Hai, Dobara Aazamana Jehal Hai,
Dil Ye Kehta Hai, Faraib Dost Khate Jaye.
Woh Mera Dost Hai, Sare Jahan Ko Hai Maloom,
Daga Kere Ga Who Kisi Se Tu Sharam Aaye Mujhe.
Jo Dost Hain Mangte Hain Sulha Ki Dua,
Dushman Ye Chahte Hain Kh Aapas Main Jang Ho.
Funny friendship poetry
Kal baalti main tera aks dekha
Phir baalti ko hila hila ke tera raqs dekha
Ao dard bantte hain
Tum darwaze main ungli do
Phir mil kar cheekhain maarte hain
Mat kar apne husn par itna garoor
Tera husn tab tak hai jab tak fair lovely sasti hai
Jale ko aag kehte hain bujhe ko raakh kehte hain
Garden ko baagh kehte hain jo
ap ke pas nahin usey dimagh kehte hain
Dosto se bichhar kar ye baat jani hai
Kamine they magar ronaq unhi se thi
Jise yad karne se mood hi kharab ho jaye
Aik aisa fazool khayal ho tum..!!
Wo KOi dost that achaaa dinno ka
Jo pichli raat Sa yaad Araha ha
Aa dots tu na dostti ka haqq Adda KIA
Apni kushii lota ka Mara ghmm ghatta dia
Hope you like this friendship poetry or dosti shayri.if you liked this poetry then do share this poetry with your friends and share it on social media platforms like Instagram, Facebook, and Whatsapp.