Hello Guys, in this article we have provided best collection of Life Sad Poetry.
If youāre trying to findĀ the most effective life sad poetry on deep & soul-touching pictures then congrats you are atĀ the right place.
Here you get the best assortment of top 30+ life sad poetryĀ in Urdu text on sad & broken heart images.
Life Sad Poetry In Urdu:
Ek zamane me teri neend ki
Rahat hum the.
Zindagi kisi na kisi muqaam pe
har kisi ke liye Talkh hoti hai.
Ishq hai sahib
Warna kheelna hamain bhi aata hai
Muhabat mukamal milne ka nahi
Muhabat mukamal hone ka naam hai .
Har shakhs naraz hai
Meri batoon se
Meri lejhe se
Or mujhay mana bhi nahi aata.
Kese karlete ho be rukhiyan
Dil nahi dukhta tumhara.
Muhabat ka to pata nahi magar
Insaan nafrat dil se karta hai.
Ek din main mar kar is ki sari tawaja
Apni janib kench loon ga .
Yaadain dard, karb or
Din meri saal gira ka.
Ana ke mor pe bicharey to hum safar na miley
Hum ek shehar me reh kar bhi umar bhar na miley.
Very Sad Poetry In Urdu:
Muhabat thi, magar ye be qarari to na thi pehley
Ilahi aaj kyuen yaad aati hai be ikhteyari is ki?.
Or mujh se na uljheye sahib
Hath jorey hain, haar mani hai .Ā
Teri narazgi wajib hai
Main bhi khud se khush hoon aaj kal.
Wo bohat mukhtasir raha mujh me
Aankh khulne se, band hone tak.
Yaqeen keejiye sahib
Yaqeen ne hi mara hai.
Sad Shayri In Urdu:
Ab main nahi chahta
Koi mujhay chahay.
Bari kafir tabiyat hai
Aziyat hi aziyat hai.
Jo dua se nikal gaya ho
Usy badua me kya rakhna .
Aam logo par khul nahi sakti
Khas logo ka daira hoon me.
Wo pouche sabab udasi ka
Me udaas rehna chor dun.Ā
Milawat ka dor hai sahib
Han me han mila liya karo.
Log badua se darte hain
Magar apney aamal se nahi.
Chor do mujhay tanhai me
Raabtey ab azab lagtey hain.
Sad Poetry In Urdu:
Meri izat pe baat aaie to
Me muhabat bhi maar daloon gi .
Khookhla kar gai hain andar se
Aziyat tere ishq ki jana.
Manzilain tere ilawa bhi hain
Lekin zindagi or kisi raah pe chalna hi nahi chahti.
Muhabat nahi
Adakari ki tum ne .
Love Sad Poetry In Urdu:
Hum ne hans hans ke tari bazam me aye zindagi
Kitni aahon ko chupaya hai tujhay kiya maloom.
Rishtoon me adaakari nahi balke
Wafadari wale maamle rakhain .Ā
Phir yun hua ke
Jab mujhay dusroon ki zaroorat pari,
To har ek ko majboor paya .
Deep Sad Poetry In Urdu:
Hijrat bohat majboor ho kar ki jati hai!
Chahey ghar se ki jaye
Ya kisi ke dil se.
Shidat ghum se sulag uthi hai jab raat
Log is waqfa matam ko sehar kehtey hain.
Udaas to hoti hai par roti nahi hai
Wo moom ki gurya ab pathar dil hogai hai.
Hope you like this Life Sad Poetry, Life Sad Shayri or Zindagi Sad Poetry. Kindly share with your friends and social media plate forms like Instagram, Facebook, WhatsApp and twitter.
So keep supportingĀ topnow.pk